Vivah: Savaiyaa - Raadhe Krishna Ki Jyoti: Lyrics

10.07.2006 | Posted at 1:49 am by admin

radhe krishna ki jyoti alaukik tino lok mein chhaaye rahi hai
bhakti vivash ek prem pujaarin phir bhi deep jalaaye rahi hai
krishna ko gokul se radhe ko - 2 barasaane se bulaaye rahi hai
dono karo swikaar kripaa kar jogan aarati gaaye rahi hai - 2
bhor bhaye ti saanj dhale tak sevaa kaun itane mahaamaro
snaan karaaye wo vastra odhaaye vo bhog lagaaye wo laagat pyaaro
kabase niharat aapaki aur - 2 ki aap hamaari aur nihaaron
raadhe krishnaa hamaare dhaam ko jaani vrindaawan dhaam padhaaro - 2

* * * ½