Baabul: Ga Re Maan: Lyrics

11.03.2006 | Posted at 5:09 pm by admin

Ga re maan piya piya re ga re maan,
Har nazar hai kab se behkarar,
Har kisi ko tera intazaar.

Har nazar hai kab se bekarar
Har kisi ko tera intazaar.

Sanse kahe rahi hai tujpe jaanon dil fida
Ga re maan…piya piya

Aa…ja…na Tujhe pyaar pukare
Sa….so…ka har tarr Pukare…

Bin Tere…kuch nahi…Saajane…..

Zikara tera hai sari mehafil main.

Teri tasvir hai mere dil main.

Tere dam se hi Zindagani hai….

Tu mere pyar ki kahani hai.

Tu mere pyar ki kahani hai.

Sabke hothon pe bikhar jaye hansi,
Sab ke rukha pe nikhar aa jaye.
Raunke bazma laut Aaye agar,
Meri jaan ko karar aa jaye

Tu meri jaan mera lakhate jigar,
Tujhpe kurban mere shamo sahar.

Tu meri jaan mera lakhate jigar,
Tujhpe kurban mere shamo sahar.

Umra ho daraza teri hai yahi dua.

Ga re man piya….piya….re gare man piya piya,…

Yad aane lagi hai phir teri,

Meri Aankhen hai muntazir teri

Shamma bhi Roshni ki pyasee hai.

Bin tere har taraf udasi hai

Shamma jal ke pighal na jaye kahin,
Raat suhani Dhal na jaye kahin.
Tera Rasta takte takte…..
Meri jaan nikal na jaye khahin.

Tu na kar der aaj aane main,

Rang bhar mere aashiyane main.

Tu na kar der aaj aane main,
Rang bhar mere aashiyane main.

Tu nahin to zindagi ye zindagi hai kya….

Ga re man piya….
Ga re man piya….

Aaja na tujhe pyar pukare…
Sa…so…ke har tarr pukare
Bin tere….kuch Sajana….

Aaa bhi ja….aaa bhi ja….