Baabul: Har Manzar: Lyrics

11.03.2006 | Posted at 5:08 pm by admin

Har manzar…har lamha,
Ye pagal dil tanha,
Har manzar….har lamha
Ye pagal dil tanha,
Betaab raheta hai ye kaheta hai…ha kaheta hai.

Mahafil main, akele main, mahafil main, akele main
Tujhe yaad karta hai, ha karta hai, ha karta hai.

Har manzar….har lamha….

Tu door rahake bhi pas raheti hai,
Tu bin kahe bhi kuch kahati ho,
Main beete khawbo main doob jata hun
Main har jagah bus tujhako pata hun
Har khushbu….har mausam,
Har saya….har aalam…
Betaab raheta hai, ye kahata hai, ha kahata hai.

Mahafil main, Aakele main mahafil main aakele main
Tujhe yad karta hai,ha karta hai, ha karta hai
Har manzar….har Lamha..

Ye kaha rahi hai ab wafa meri, na bewafa tu na khata meri.
Hai rahen mujhase ab judaa teri, tu Khushi rahe, hai dua meri
Har dhadakan, har sapna,
Har Chahat, har aarma.

Betab raheta hai, ye kaheta hai, ha kaheta hai

Mahafil main, akele main, mahafil main, akele main
Tujhe yad karta hai, ha karta hai, ha karta hai.

* * *