Baabul: Kaheta Hai Baabul: Lyrics
11.03.2006 | Posted at 7:19 pm by premiiKaheta hai Baabul, O meri bitiyan.
Tu to hai mere, jigar ki chitthiya
Kaheta hai Baabul, O meri bitiyan.
Tu to hai mere, jigar ki chitthiyan
Dakiya koi jab Aayega,
Tujhko chura ke le jayega.
Katega kaise lamha, tere bina bata.
Jiunga kaise tanha, tere bina bata.
Katega kaise lamha, tere bina bata.
Jiunga kaise tanha, tere bina bata.
Tu suhagan rahe, sang sajan rahe rat din,
Is khushi ke liye, har sitam main utha loonga.
Tere jane ka ghum mujhko hoga magar ladli
Leke is dard ko main sada muskuraunga.
Baabul to dil se de raha dua yahi
Khushi Ke saye main ho zindigi teri
Baabul to dil se de raha dua yahi
Khushi Ke saye main ho zindigi teri
Waqt ke satha ye zakham bhar jayega
Pal guzar jayega tu meri bat man le.
Yadon ke Aasare umra katati nahi
hai haqiqat yahi, ab tu jan le
Sumundaro ka pani koi na pi saka,
Sumundaro ka pani koi na pi saka,
Aakela khara jivan koi na ji saka.
Kaheta hai Baabul, O meri bitiya.
Tu to hai mere, jigar ki chitthiya
Dakiya koi jab Aayega,
Tujhko chura ke le jayega.
Katega kaise lamha, tere bina bata.
Jiunga kaise tanha, tere bina bata.
Katega kaise lamha, tere bina bata.
Jiunga kaise tanha, tere bina bata.


















